Quantcast
Channel: Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam
Browsing all 4366 articles
Browse latest View live

Woh Chaand Ban Ke Mere Sath Sath Chalta Raha

Woh Chaand Ban Ke Mere Sath Sath Chalta Raha,Mein Uske Hijr Ki Raaton Mein Kab Akeli Hui....??Shared By: Faisal / By: Parveen Shakir

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Kitaabon Ki Tarhan Hai Wo Bhi - Sad Poetry Words

Kitaabon Ki Tarhan Hai Wo Bhi, Ilfaaz Se Bharpoor, Mager Khamoosh….

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Mein Tere Dar Pe Lagaon Ga Kuch Is Toor Sada - Jon Elia

Mein Tere Dar Pe Lagaon Ga Kuch Is Toor Sada, Dekhiyo Raqs Karein Ge Tere Darbaan Ab Ke….By: Jon Elia / John Elia

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Bara Dushwar Hota Hai - Sad Poem

Bara dushwar hota hai,Zara sa faisla karna, Ke jeevan kahani ko, Yahan be_zubani ko, Kahan se yaad rakhna hai, Kahan se bhool jana hai, Usey kitna batana hai, Usey kitna chupana hai, Kahan hans hans ke...

View Article

Har Jurm Meri Zaat Sey Mansoob Hua Hai

Har Jurm Meri Zaat Sey Mansoob Hua Hai,Kia Mery Siwa Is Shehar Me Masoom Hain Sary....??By: mobeen shakir 

View Article


Aye The Hum Misr-e-Bulbul Sair-e-Gulshan Kar Chale

Aye The Hum Misr-e-Bulbul Sair-e-Gulshan Kar Chale,Ley Loo Maali Baagh Apna Hum To Apne Ghar Chale....By: Yawar

View Article

Kia Woh Namrood Ki Khudai Thi

Kia Woh Namrood Ki Khudai Thi....Bandagi Me Mera Bhala Na Hua...Poet: Mirza Ghalib;  Shared By: Faisal

View Article

Kiya Tum Bhi Aisa Karte Ho...?

Zarf Ke Anokho Pindar Me,Dil Ke Rangeen Bazaar Me,Mohabbat Ke Izhaar Me,Nafrat Ke Iqraar Me,Khud Apne Hi Kirdar Me,Hum Tum Ko Socha Karte Hain,Aur Khud Me Khoja Karte Hain,Kiya Tum Bhi Aisa Karte...

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Zindagi Mein Bohat Kam Milin Hain - Afsoos Shayari

Zindagi Mein Bohat Kam Milin Hain, Wo Cheez Jise Shiddat Se Chaha Mein Ne….

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Mohabbat Karne Wale Kam Na Hon Ge

Mohabbat Karne Wale Kam Na Hon Ge! Teri Mehfil Mein Magar Hum Na Honge….

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Hamein Tum Bhool Jao Ge Hamein Maloom Hai Lekin

Hamein Tum Bhool Jao Ge Hamein Maloom Hai Lekin, Palat Kar Jab Bhi Aao Ge Mohabbat Muntazir Hogi….

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Aik Wo Jinhein Yaad Nahi Qissa-e-Mazi

Aik Wo Jinhein Yaad Nahi Qissa-e-Mazi, Ek Hum Hain Ke Abhi Tak Pehli Mulaqat Nahi Bhooly…

View Article

Bary Masroof Hote Hain Yeh Haseen Log Bhi

Bary Masroof Hote Hain Yeh Haseen Log Bhi 'Kaami',Yaad To Karte Hain Lekin Fursat Ke Baad....By: Kamran

View Article


Aye Kaash K Hum Bhi Khush Naseeb Hote

Aye Kaash K Hum Bhi Khush Naseeb Hote 'Kami',Koi Hamein Bhi Piyaar Karte Jitna Hum Tun Se Karte Hain...

View Article

Zameen Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya

Zameen Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya,Kataa Ke Paroon Ko Parinda Uraan Se Bhi GayaKisi Kaman Se Nikla Teer Hun Mein,Jo Hadaf Ko Na Chu Saka Or Kaman Se Bhi GayaTabaah Kar Gai Pakkey Makaan Ki...

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Bicharte Lamhe, Usne Kaha

Bicharte Lamhe, Usne Kaha, Jee Na Paon Gi, Tumhare Bin, Phir Aaj Muddat Baad, Mehakti Hawa, Suna Gai, Haal Uska…..

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Sambhal Ke Rakhi Hain Teri Yaadain - Yaad Shayari

Sambhal Ke Rakhi Hain Teri Yaadain, Jese Bachpan Ki Eidi Ho Meri…..

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Wo Mujhe Kehta Hai Badal Gaye Ho Tum ‘Sagar’

Wo Mujhe Kehta Hai Badal Gaye Ho Tum ‘Sagar’, Rang Toote Hue Patton Ka Badal Jata hai….

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Wo Lafz Dhoond Raha Tha Larazte Honton Se - Inspirational Poetry

Wo Lafz Dhoond Raha Tha Larazte Honton Se, Zaeef Baap Ne Bety Se Baat Karni Thi…..

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Tasawwar Me Zaroor Aao - Four Lines Poetry

Tasawwar Me Zaroor Aao, Mager Tairna To Seekho, Tum Aksar Doob Jate Ho, Mere Ashkon Ke Pani Me….

View Article
Browsing all 4366 articles
Browse latest View live


<script src="https://jsc.adskeeper.com/r/s/rssing.com.1596347.js" async> </script>