Quantcast
Channel: Urdu Poetry - 2 Lines Poetry in Urdu, Ghazal, Nazam
Browsing all 4366 articles
Browse latest View live

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Chalo Hum Maan Letay Hain

Chalo hum maan letay hainTumhen hum kho chuke lekinTumharee yaad ab taq bhiHamein betaab rakhti haiHamari saans ab taq bhiTumharee aas rakhti hai. . .Magar ab yeh bhi suntay hainTumhe bhi mil gaya...

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Umar Bhar Likhtay Rahay Phir Bhi Warq Sada Raha

 Umar bhar likhtay rahay phir bhi warq sada rahaJanay kia lafz thay jo hum se tehrir na howay

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Kabhi Soocha Na Tha Ke Wo Bhi

 Kabhi soocha na tha ke wo bhi mujhay tanha ker jayga UmarJo aksar pereshan daikh ke kehta tha ....main hon na

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Ye Ilaj Bataya Hay Tabeeb Ne Usay Bhulaney Ka

 Ye ilaj bataya hay tabeeb ne usay bhulaney kaKe rafta rafta tum apni yaddaasht kho baitho!

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Daikho Daikho Chand Hay Nikla

Daikho daikho chand hay niklaDaikho ye kis shan se niklaTaroon ki baraat se niklaSub ko ye pegham sunaoEid ka ye chand hay yaroKhushiyon ka pegham hay yaroDordo bhago eid manainIk dojay ko galay...

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Her Shakhs Apne Chand Se Tha Mehw-E-Guftagu

Her shakhs apne chand se tha mehw-e-guftaguMain chand dhoondta raha aur eid ho gye

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Tumharay Chand Se Chehre Ki Agar Deed Ho Jay

  Tumharay chand se chehre ki agar deed ho jayQasam hay apni aankhon ki eid ho jay

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Her Kisi Ke Liyay Kahan Hoti Hain Eid Ki Khoshiyan

Her kisi ke liyay kahan hoti hain eid ki khoshiyanKhoshiyan lata hay kahan sub ke liyay eid ka chand

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Ae Chand Jub Wo Teri Taraf Daikhain

 Ae chandJub wo teri taraf daikhainTu unhain kuch yaad dilanaMadhur se kuch geet sunana Aur kehna-----!Tumhain koi yaad kerta hayTeri arzo teri umeed kerta hayKoi aj bhiTumhain daikh ker eid kerta hay

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Main Muntazir Hoon, Teri Deed Ka

 Main muntazir hoon, teri deed kaTu nazar aye chand ban ke eid ka

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Chand Daikha Tu Yaad Ayee Teri Soorat

Chand daikha tu yaad ayee teri sooratHaath uthtay hain magar hurf-e-dua yaad nahi

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Masroof Hay Khalaq Eid Ki Tayyariyon Main

 Masroof hay khalaq eid ki tayyariyon main, aur mainMehv-e-fikar hoon ke sub se hans ker milna hoga....

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Daikha Eid Ka Chaand Tu Maangi Ye Dua Rab Se

Daikha eid ka chaand tu maangi ye dua rab seDe, de tera saath eid ka tohfa samajh ke

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Kaash Is Eid Ke Haseen Lamhoon Main

Kaash is eid ke haseen lamhoon mainMeri zaat-e-gumshuda tujhay yaad aye....

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Teri Deed Jis Ko Naseeb Hay Wo Deed Qabil-E-Deed Hay

 Teri deed jis ko naseeb hay wo deed qabil-e-deed hayTujhay soochna meri chand raat, tujhay daikhna meri eid hay...!

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Wallah Jub Pehnay Gi...Woh Eid Ka Jorda

WAllah jub pehnay gi..........woh eid ka jordaHumari chordo mazloom ayeenay pe kia guzray gi

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Eid Pe Sub Kuch Hoga, Sub Loog Hongay....

Eid pe sub kuch hoga, sub loog hongay....Lakin kahan se dhoond ke laoon wo bichrday howay loog?

View Article


Image may be NSFW.
Clik here to view.

Mehak Uthi Hay Faza Peer Hun Ki Khushboo Se

  Mehak uthi hay faza peer hun ki khushboo seChaman diloon ko khilanay ko Eid ayee hay

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Jis K Bagair Sham Guzri Na Thi Kabhi..

Jis K Bagair Sham Guzri na thi kabhi.. Us K Bagair Eid Guzar gayi !!

View Article

Image may be NSFW.
Clik here to view.

Waqt Tera Bhi, Waqt Mera Bhi Guzar Giya

Waqt tera bhi, waqt mera bhi guzar giyaBus kisi ki Eid guzri koi Eid per guzar giya

View Article
Browsing all 4366 articles
Browse latest View live


<script src="https://jsc.adskeeper.com/r/s/rssing.com.1596347.js" async> </script>